Jindagi gar sangharsh hai. To jindagi se harsh kyu ? Jindagi gar dard hai. To jindagi se hamdard kyu ? Jindagi gar bair hai. To jindagi ki khair kyu ? Jindagi gar ilaj lailaaj hai.. To jindagi ka elaj kyu ? Jindagi gar bandagi hai. To jindagi se darindagi kyu ? Jindagi gar mit hai. To jindagi se jit kyu ? Jindagi gar aash hai. To jindagi se nirash kyu ? #anpoetryclub #anupadhayay #life #zindagi #jindagi #जिंदगी #जीवन